Pane Ki Aarzu Me Jiye To They BahutPane ki aarzu me jiye to they bahutAansu hi na nikle roya to the bahutPal bhar ke liye unhe aazmaya to tha bahutApna hi na bana sake jise chaha tha to bahut
Kuch Pane Kee Chaahat Mein Bahut Kuch Choot Jata HaiKuch pane kee chaahat mein bahut kuch choot jata haiNa jane sabr ka dhaga kahan par toot jata haiZara batao ki tum kise humraah kehte hoYahan to apna saya bhi saath chod jata hai
Ulzi hui duniya ko pane ki zid karoUlzi hui duniya ko pane ki zid karoJo na ho apna use apnane ki zid karoIs samundar mein tufan bahut aate hai to kya huaIske sahil pe ghar banane ki zid karo